ग्रुप से जुड़ें

Neet Question Paper 2025 Pdf Download: पिछले साल की प्रश्न पत्र यहाँ से डाउनलोड करो

On: 18/05/2026
Neet Question Paper 2025 Pdf Download
---Advertisement---

Neet Question Paper 2025 Pdf Download: Neet 2025 pichle varsh ke prashn patra dekhna chahte hain toh aap sabhi aasani se dekh payenge jo bhi chhatron chhatra doctor banne ki ichha rakhte hain unke liye rashtriya star par pariksha li jaati hai jisme bhautik vigyan, jeev vigyan aur rasayan vigyan se prashn pooche jaate hain jinme sabhi chhatron ko in sabhi prashnon ka uttar dena hota hai. Neet 2026 ki tayari kar rahe hain toh aapke liye bahut hi zyada labhdayak hoga.

Neet Question Paper 2025 Pdf Download Free

Neet ki pratyek prashn patra do bhashaon mein di jaati hai jo bhi chhatra aavedan karte samay jis bhi bhasha ko pasand karte hain aur uska vachan kiye honge toh unko is bhasha ke prashn patra diye jaate hain. Angreji bhasha ke saath-saath unke khetriya bhasha bhi di jaati hai neet 2025 ke prashn patra Hindi aur English dono bhashaon mein di gayi hai.

Neet 2026 ki tayari kar rahe hain toh aapke liye pichle saal ka prashn patra dekhna ya padhna uchit rahega isse aapko pata chalega ki pariksha mein kis tarah ke prashn patra pooche jaate hain jisse is anusar aap apne pariksha ki tayari kar sakte hain.

Halanki saal 2026 mein neet ki pariksha dusri baar hone wali hai kyunki pehli pariksha 3 May 2026 ko ho chuki hai lekin prashn patra ke leak ho jaane ki wajah se is pariksha ko puri tarah se radd kar diya gaya iske baad Rashtriya Tasking Agency dwara phir se pariksha karayi jayegi.

Neet Question Paper 2025 Pdf Download
Neet Question Paper 2025 Pdf Download

Aap sabhi chhatron ko bata de ki neet ka re exam pariksha ka tarikh adhikarik taur par jari kar diya hai aap sabhi chhatra 21 June 2026 ko Ravivar ke din apne pariksha ko de पाएंगे toh aapke paas bahut hi kam samay bacha hua hai apni pariksha ki tayari joro shor se shuru kar dijiye.

Neet 2026 ki pariksha ki tayari ke liye humne pichle kai varshon ka prashn patra diya hai jise aap sabhi aasani se download kar payenge aur apne pariksha ki tayari majbooti se pura karenge aur jaldi aap sabhi ka naye admit card, city aur samay ka bhi pata chal jayega.

Important Link

NEET Question Paper YearDownload PDF
NEET Question Paper 2025Download PDF
NEET Question Paper 2024Download PDF
NEET Question Paper 2023Download PDF
NEET Question Paper 2022Download PDF
NEET Question Paper 2021Download PDF
NEET Question Paper 2020Download PDF
NEET Question Paper 2019Download PDF
NEET Question Paper 2018Download PDF

Leave a Comment