ग्रुप से जुड़ें

Neet 2026 Re-Exam Admit Card: एडमिट कार्ड पर आई बड़ी खबर! इस दिन जारी होंगे हॉल टिकट, यहाँ से करें डाउनलोड। @neet.nta.nic.in 2026

On: 16/05/2026
Neet 2026 Re-Exam Admit Card
---Advertisement---

Neet 2026 Re-Exam Admit Card: Rashtriya Prashikshan Agency (NTA) ne adhikarik taur par Neet Ug 2026 Re-Exam Date ki ghoshna kar di gayi hai. 21 June 2026 Ravivar ke din pariksha ka aayojan ka karyakram tay kar diya gaya hai. Pune pariksha dene ke liye yogya ummidwar tayar rahein.

Neet 2026 Re-Exam Admit Card: Overviews

Event NameDetails
Department/ OrganizationNational Testing Agency (NTA)
Post NameNeet 2026 Re-Exam Admit Card
NEET UG 2026 Re-Exam Date21 June 2026 – New
Neet 2026 Exam New Admit Card15 – 17 June 2026 (expectance)
Result Declaration TimeComing Soon
Official Websiteneet.nta.nic.in

Also Read –

Neet UG Exam 2026

Aap sabhi chhatra evam chhatrayon ko pata hi hoga ki haal hi mein pariksha hua tha lekin pariksha ke radd karne ka karan paper leak bataya gaya jiski wajah se kaafi zyada chhatron ko dikkat hui. Iske baad ab Rashtriya Prashikshan Agency dwara phir se pariksha karne ka tithi jari kar diya gaya.

Neet 2026 Exam New Admit Card: Updates

Agar aap sabhi chhatra evam chhatra admit card ko lekar intezar kar rahe hain toh aapko bata de ki abhi haal mein NTA dwara sirf Neet Re Exam 2026 ki tithi jari ki gayi hai. Abhi tak admit card ko release karne ki tarikh tay nahi kiya gaya hai.

Aap sabhi chhatron ko pata hi hai ki pariksha ke ek saptah pehle admit card ko release karne ki sambhavna hoti hai. Kuch din pehle hi pariksha se lagbhag ek saptah pehle admit card ko release kar diya gaya tha. Ummeed hai is baar bhi admit card ko jaldi jari kar diya jaye.

Neet 2026 Re-Exam Admit Card
Neet 2026 Re-Exam Admit Card

Neet 2026 Re-Exam Admit Card: परीक्षा तैयारी के लिए टिप्स

Neet UG 2026 ki pariksha jo bhi ummidwar dena chahte hain woh sabhi pariksha ki tayari jamkar shuru kar dein. Bhautik, Jeev Vigyan aur Rasayan vishayon ki mukhya roop se adhyayan karein. Pratidin aavashyak sutron, rasayanik abhikriya aur jeev vigyan ka adhyayan aur revision zaroor karein. Pichle varsh ke prashn patra ke saath-saath mock test bhi hal karein. Jis bhi kshetra mein aapka gyan thoda kam hai us par thoda zyada dhyan dein aur apni pariksha ki tayari jamkar karein.

Neet 2026 Re-Exam Admit Card Download Kaise Kare

  • Sabse pehle aapko adhikarik website neet.nta.nic.in 2026 par jaana hai.
  • Iske baad aap wahan par admit card vikalp par click kar denge.
  • Iske baad aapke samne login page khulkar aa jayega.
  • Ab aapko wahan par application number, password aur secret pin daal dena hai.
  • Ab aapko submit button par click kar dena hai.
  • Iske baad aapke samne aapka admit card khulkar aa jayega.
  • Ab aap sabhi chhatra evam chhatrayein admit card ko aasani se download kar payenge.

Neet 2026 Re-Exam Admit Card Download Link

Admit Card DownloadLink Active Soon
College PredictorClick Here
Rank PredictorClick Here
More Helpful ToolsClick Here
Official WebsiteClick Here

Leave a Comment