ग्रुप से जुड़ें

Neet Re Exam Date 2026: नीट परीक्षा की नई तारीख का अचानक ऐलान, एग्जाम शेड्यूल में हुए बड़े बदलाव; अभी देखें! @neet.nta.nic.in 2026

On: 16/05/2026
Neet Re Exam Date 2026
---Advertisement---

Neet Re Exam Date 2026: National Tasking Agency ne Neet UG 2026 pariksha ke liye nayi tithi ko jari kar diya hai. Bharat Sarkar ke manjoori ke baad yeh faisla liya gaya hai. Ab Neet UG 2026 Re Exam Date 21 June 2026 hogi. Paper leak ke baad Neet UG ki pariksha radd kar di gayi thi jo 3 May 2026 ko aayojit kiya gaya tha.

Neet Re Exam Date 2026: Overviews

Event NameDetails
Department/ OrganizationNational Testing Agency (NTA)
Post NameNeet Re Exam Date 2026
NEET UG 2026 Exam Date3 May 2026 Exam Cancel
NEET UG 2026 Re-Exam Date21 June 2026 – New
Provisional Answer Key ReleaseComing Soon
NEET UG Result 2026 DateComing Soon
Result Declaration TimeComing Soon
Official Websiteneet.nta.nic.in

Also Read

Re Neet 2026 Exam Date

Neet UG 2026 adhikarik suchna ke mutabik pure desh mein yeh pariksha ek hi saath aayojit ki jayegi. Aap sabhi chhatron ko salah di gayi hai ki apni tayari ka antim roop dena shuru kar dein kyunki pariksha ka zyada din bacha nahi hai. Abki baar pariksha ka aayojan Ravivar ke din hone wala hai. Kendra Sarkar aur NTA ne suraksha aur vyavastha ka pukhta intezam karne ka nirdesh diya hai.

Re Neet 2026 Exam Date महत्वपूर्ण निर्देश

neet re-test new schedule 2026 Lakhon chhatra evam chhatra medical ki padhai karne ka sapna dekh rahe hain. Ab chhatron ke paas lagbhag ek mahina hi samay diya gaya hai toh chhatra ab apni keval revision aur mock test par hi dhyan dein. Pariksha kendra ki suchi aur ultimatum ki jankari chhatron ke registered mobile number aur email ID par bhej diya jayega.

Neet Re Exam Date 2026
Neet Re Exam Date 2026

Reneet 2026 Exam Date अफवाहों से सावधान की अपील

NTA saaf shabdon mein chhatra evam unke mata-pita ko vishesh roop se chetavni jari ki hai aur kaha hai ki social media par pariksha ko lekar kai tarah ke khabrein phail sakti hain. Aise mein kisi bhi galat jankari ka shikar hone se bachne ke liye aap sabhi chhatra evam chhatrayon aur mata-pita se anurodh kiya jata hai ki National Testing Agency ke adhikarik website par aur unke dwara di gayi jankari par hi bharosa rakhein.

Neet 2026 Re Exam Date सहायता के लिए हेल्पलाइन नंबर

Agar kisi bhi chhatra ko kisi bhi prakar ki samasya jaise ki apne pariksha admit card aur kendra ko lekar koi bhi samasya samne aa rahi hai toh woh seedhe National Tasking Agency se sampark kar sakte hain. Aap adhikarik email (neet-ug@nta.ac.in) aur phone number (011-40759000 aur 011-69227700) ke zariye madad prapt kar sakte hain.

Try Tools Important Link

NEET Result 2026Click Here
College PredictorClick Here
Rank PredictorClick Here
More Helpful ToolsClick Here
Official WebsiteClick Here

Leave a Comment