NEET UG 2026 Exam Cancelled: Rashtriya Parikshan Agency ne Neet UG Exam 2026 ko radd kar diya hai iski ghoshna adhikarik taur par kar di gayi hai. Is varsh NEET ki pariksha mein lagbhag 23 lakh ummidwaron ne panjikaran kiya tha. Rashtriya Prashikshan Agency ne pariksha ka aayojan 3 May 2026 ko aayojit kiya jisko ab NEET UG 2026 radd kar di gayi hai.
NEET UG 2026 Exam Cancelled: Overviews
| Event Name | Details |
| Department/ Organization | National Testing Agency (NTA) |
| Post Name | NEET UG 2026 Exam Cancelled |
| NEET UG 2026 Exam Date | 3 May 2026 Exam Cancel |
| NEET UG 2026 Re-Exam Date | Coming Soon |
| Provisional Answer Key Release | Coming Soon |
| NEET UG Result 2026 Date | Coming Soon |
| Result Declaration Time | Evening 2:00 PM to 4:00 PM (expected) |
| Official Website | neet.nta.nic.in |
Also Read –
- Neet 2026 Re-Neet Exam Date And City Slip Link, Admit Card Download
- NTA Refund Portal Neet 2026: नीट परीक्षा के ₹1700 वापस दे रही NTA, मोबाइल से ऐसे भरें बैंक डिटेल्स @neet.nta.nic.in
- Neet Question Paper 2025 Pdf Download: पिछले साल की प्रश्न पत्र यहाँ से डाउनलोड करो
- Neet 2026 Re-Exam Admit Card: एडमिट कार्ड पर आई बड़ी खबर! इस दिन जारी होंगे हॉल टिकट, यहाँ से करें डाउनलोड। @neet.nta.nic.in 2026
- Neet Re Exam Date 2026: नीट परीक्षा की नई तारीख का अचानक ऐलान, एग्जाम शेड्यूल में हुए बड़े बदलाव; अभी देखें! @neet.nta.nic.in 2026
Neet Exam Cancelled 2026
Neet ka pariksha Rashtriya Prashikshan Agency dwara radd kiya gaya hai jiske baad unhone apne Twitter handle par bataya hai ki pune pariksha ka aayojan kiya jayega. Adhikarik suchna ke mutabik jald hi phir se pariksha lene ki tithi aur admit card bhi jari kiya jayega.
Bharat Sarkar ne is maamle mein ab Kendriya Jaanch Bureau yaani ki CBI ko saunp diya gaya hai. Ab iski jaanch puri tarah se CBI karne wali hai taki is apradh mein lipt vyaktiyon ki jaanch ki ja sake.
NEET UG 2026 Exam Centre
NTA ne Neet UG ki uttar kunjika 6 May 2026 ko jari kiya gaya tha. Adhikari ke mutabik aapko bata de ki yeh pariksha pure Bharatvarsh mein 551 shehron aur videsh ke 14 shehron mein 5432 se adhik kendron par pariksha ka aayojan kiya gaya tha jisme 23 lakh panjikrit ummidwar shamil huye the. Neet UG duniya ki sabse badi pravesh pariksha mein se ek hai.

Kya Neet 2026 Dobara Hoga
Neet UG 2026 ki pariksha sucharu roop se sanchalan hone ke liye 2 lakh se adhik karmiyon ko tainat kiya gaya tha iski jankari adhik adhikarik taur par diya gaya hai. Rashtriya Prashikshan Agency dwara jald hi pune pariksha ki tithi ki ghoshna karegi.
Neet 2026 Re Exam Date
NTA ne bataya hai ki Neet UG 2026 ke pune pariksha tithi ki ghoshna abhi tak toh nahi ki gayi hai lekin jald hi nayi pariksha tithi aur samay ki ghoshna aane wale kuch dino mein kar di jayegi. Iske baad phir se aapko admit card download karna padega. Kisi bhi tarah ki madad ke liye aap adhikarik website ke email aur mobile number par sampark kar sakte hain.
Important Link
| NEET Result 2026 | Click Here |
| College Predictor | Click Here |
| Rank Predictor | Click Here |
| More Helpful Tools | Click Here |
| Official Website | Click Here |





