NEET UG Result 2026 Date And Time: National Testing Agency (NTA) ne 3 May 2026 ko NEET UG ki pariksha offline (Pen-and-Paper) mode mein aayojit ki thi. Pariksha khatam hone ke baad ab sabhi ki nazrein NEET 2026 Result par hain. Halanki NTA ne abhi tak koi official confirmation nahi diya hai, lekin pichle saal ke trends ko dekhte hue result 14 – 15 June 2026 tak jari kiya ja sakta hai.
Neet Result 2026 Date And Time: Overviews
| Event Name | Details |
| NEET UG 2026 Exam Date | 3 May 2026 (Done) |
| Provisional Answer Key Release | Last Week of May 2026 (Expected) |
| NEET UG Result 2026 Date | 14 June 2026 (Tentative) |
| Result Declaration Time | Evening (expected 4:00 PM to 9:00 PM) |
| Official Website | exams.nta.ac.in/NEET |
| Credentials Required | Application Number & Date of Birth |
NEET 2026 Ka Result Kab Aayega
neet 2026 ka result kab tak aayega to ham aap sabhi ko bata de ki neet result ko june ke mahine me shuru kiya jayega, neet result 2026 ke pahle Rank Predictor, Percentile Calculator, Cutoff List, Score Calculator ko check karna hota hai tab tak ye sabhi jari hone ke bad result jari hota hai, NEET UG Result 2026 ki sambhavana hai ki 14 – 15 june 2026 ko jari ho sakti hai.
Also Read –
- Neet 2026 Re-Exam Admit Card: एडमिट कार्ड पर आई बड़ी खबर! इस दिन जारी होंगे हॉल टिकट, यहाँ से करें डाउनलोड। @neet.nta.nic.in 2026
- Neet 2026 Re-Neet Exam Date And City Slip Link, Admit Card Download
- NTA Refund Portal Neet 2026: नीट परीक्षा के ₹1700 वापस दे रही NTA, मोबाइल से ऐसे भरें बैंक डिटेल्स @neet.nta.nic.in
- Neet Question Paper 2025 Pdf Download: पिछले साल की प्रश्न पत्र यहाँ से डाउनलोड करो
- Neet Re Exam Date 2026: नीट परीक्षा की नई तारीख का अचानक ऐलान, एग्जाम शेड्यूल में हुए बड़े बदलाव; अभी देखें! @neet.nta.nic.in 2026
NEET UG 2026: Kab Aayegi Official Answer Key?
Result se pehle NTA apni official website neet.nta.nic.in par provisional answer key aur OMR response sheet jari karega. Ummeed hai ki May ke antim saptah tak answer key release ho jayegi, jiske baad chhatron ko objection raise karne ka mauka diya jayega.

NEET 2026 Expected Cutoff Category-wise
Is saal paper ka difficulty level ‘Moderate’ bataya ja raha hai, jiske karan cutoff mein thoda uchhal dekhne ko mil sakta hai:
- General/EWS: 710 – 145 (50th Percentile)
- OBC/SC/ST: 142 – 115 (40th Percentile)
- UR-PwD: 142 – 128 (45th Percentile)
How to Check NEET Result 2026 Online?
NEET UG Result 2026 ka result jari hone ke bad aapne abhi tak nahi dekha hai to kaise aap score card ko download kaise karna hai sabhi setp ko dhyan se dekh sakte hai.
- NTA ki official website neet.nta.nic.in par jayein.
- Homepage par ‘NEET UG 2026 Scorecard’ link par click karein.
- Apna Application Number aur Date of Birth (DOB) darj karein.
- Security Pin daalkar ‘Submit’ button par click karein.
- Aapka result screen par show ho jayega, ise download karein aur printout le lein.
Important Link
| NEET Result 2026 | Click Here |
| College Predictor | Click Here |
| Rank Predictor | Click Here |
| More Helpful Tools | Click Here |
| Official Website | Click Here |





